Anonymous discussion
FamilyTension From Needing Quiet Time After Late Shift
Late shift ke baad ghar aake bas dinner karke sone ke liye thoda quiet time chahiye tha, toh Patna call pe mummy ko bola ki aaj zyada der baat nahi kar paungi. Unhone bol diya ki main ab family mein interested nahi rahi. Why does needing one quiet hour become proof that I don’t care? Main unse door nahi ho rahi, bas commute aur shift ke baad har cheez explain karne ki energy nahi hoti.

